Rahe Salamat Zindagi Unki Jo Meri Khushi Ki Fariyad Karte Hai
E Khuda Unki Jholi Khushiyo Se Bhar De Jo Mujhe Yaad Karne Ke Liye Apna Ek Pal Barbad Karte Hai
Dur Rahte Hai Magar Hum Dil Se Dua Karte Hai
Pyar Ka Farj Hum Ghar Bethe Ada Karte Hai
Aapki Yaad Ko Hum Sada Sath Rakhte Hai
Din Ho Ya Raat Bas Aapko Hi Yaad Karte Hai
Shaam Dhalti Hai Our Raat Ho Jaati Hai
Raat Hoti Nahi Ki Is Dil Me Yaado Ki Barsat Ho Jaati Hai
Dil Har Dhadkan Pe Yaad Karta Hai Aapko Jaise Dhadkano Se Jyaada Jaruri Aapki Yaad Ho Jaati Hai
Na Jane Kyun Itani Jaldi Se Ye Raat Aa Jaati Hai
Bato Hi Bato Me Aapki Baat Aa Jaati Hai
Hum To Bahut Sone Ki Koshish Karte Hai Lekin Na Jaane Kyo Aapki Yaad Aa Jaati Hai
छोड़ कर साथ फुलो का हमने कांटे चुने हैं
भुल कर खुशियां हमने गमो के तराने चुने हैं
भीड़ से होकर जुदा हमने तन्हा सफर चुने हैं
दिन के उजाले जब चुभने लगे तब इन रातों के साए चुने हैं
जी रहे है जिनके सहारे हमने उन यादों के फसाने चुने हैं
दुनिया जिसे देती है दीवानगी नाम हमने ऐसे सपने चुने हैं
हर लम्हा खुद की तलाश में हम दुनिया से दूर हो चले हैं
शिकवा करे भी हम किससे हमने ही दोस्ती के लिए दुश्मन चुने हैं
मुहब्बत के फूल तेरे नाम करते हैं
तेरी मुस्कुराहटो को सलाम करते हैं
बन जाए तेरी जिंदगी खुशियों का घर
ये दुआ हम तुम्हारे लिए दिन रात करते हैं
Husn Par Jab Masti Chati Hai
Shayari Par Tab Bahar Aati Hai
Pi Ke Mahbub Ke Badan Ki Sharab
Zindagi Jhum Jhum Jaati Hai
Najre Milte Hi Dil Ka Lagaya Nahi Jata
Har Milne Wale Ko Apna Banaya Nahi Jata
Jo Dil Me Bas Jaye Ek Baar Use Umra Bhar Bhulaya Nahi Jata
Har Subah Ki Dhup Kuch Yaad Dilati Hai
Har Mahakati Khushbu Ek Jaadu Jagati Hai
Zindagi Me Kitne Bhi Vyast Kyo Na Ho
Nigaho Par Subah Subah Apno Ki Yaad Aa Hi Jaati Hai
Paas Aakar Sabhi Dur Chale Jaate Hai
Akele Hai Hum Akele Hi Rah Jaate Hai
Is Dil Ka Dard Dikhaye Kise Malham Lagane Wale Hi Jakhm De Jaate Hai